Script Monologue For Depressed Female Character - WoB Script 62

Script Monologue For Depressed Female Actor
Character : Depressed Female
Audition Video By : Mamta Jangid

Dailougues : Ji nahi pure hosh me hu me .... Mene zindagi me bass ek hi cheez ki khoj ki thi naam shorat... Ussi ke liye ghar baar choda, Usi ke liye din raat mehant ki, Usi ke liye duniya bhar ki zilate aur moshibate uthayi... Par aaj tak woh shoharat nahi mili ... Par ye mera aakhiri chance hai this is my final chance ek mashor aarmi ek akalmand hidayatkar mere aankho ke samne betha hai, Aaj me usi ke samne apne bheje ko goli se udakar apne chote se naam ko uske bade se mashur naam ke sath humesha ke liye chhod dugi .... 
   Kahani fankar ki mashur hidayatkar ke aankho ke samne ek nojawan aadakara ne khudkhushi kr lee ... Nojawan adakara ka naam tha Saba Ali Ahmad, Kal subha mulk ke kone kone tak pahunch jayega mera naam .. Jese padh kar log kahege achi ladki thi na Sab Ali Ahmad ... Dekh lena sir ji ye duniya royegi mere liye , Mere hunar ko yaad karke royegi meri kahani ko yaad karke royegi .. Mujhe yakein hai, Mera jism toh marr jayega magar mera naam hamesha hamesha ke liye amar hojayega..

Audition Video By : Mamta Jangid

Post a Comment

0 Comments