Female Artist Daughter Character Audition Monologue With Father
Character : Daughter (Female Artist)
Dailouges : Papa me jaanti hu aap andar hi andar kitna toot rahe ho...
Main mehsoos karti hun, Itni pareshaniyan hone ke baad bhi aapke chehre par zara si bhi shikan nahi...
Is baat ka mujhe bi dukh hai bhai ki shadi ke baad wo bilkul badal gaya or uski life bhi....
Pata nahi kyu usk aapki fikar nahi hoti...
Main jab kisi ko langdaate huye chalte dekhti hun to me bahut dar jati hun....
Isi asamanjash me rahti hun ki aapke pass aa jau par samajh nahi aata papa main kya karu...
0 Comments