Male Script 6 – Son – Maa ki Mout Ka Badla
Character – Son Character
Screenplay – Apni Maa ki ka badla par talkin with dusman
Dialogue -
Kehne Ko, Do-Do Bhai... Par Vaastav Mein Dono Bhuke Bhediye, Jinhone Singhasan ke Lalach Mien Aakar Kisi Mariyada ka Aulangan Nahi kiya Par Is Mariyado ke Parkhacche Uuda Diye... Ek-EK ne Toh Meri Hatya Ka Prayas`na Kia. Aur Dusre Ne, Meri Maa ki Hatya Karne Mein Pal Bhar Ka Bhi Sankoch Nahi Kia.. Pal Bhar Bhi ..
Par Ab.. Ab Who Iss Baat se Bhali-Baadi Gyaat ho Chuke Hai, Ki Meri Hatya... Unki Parikalpana Jitni Aasan Nahi Hai.
Gyaat ho Gaya hai Unhe ki Inn Dhanubinyo Mien jo Lahu Beh Raha Hai, Woh Mourya Aur Yunani Hai, Prikshasat ka Hai.
Yahaa Pe, Shasan Wahi Karega, Jo Iska Uttar-a-Adhikari Hoga.. Aaj Main Jasjin Putra Siyamak. Yeh Pratigya Karta Hu, Ki Uss Asugh Mourya Assusin Mourya ki Hatya ka Kaaran Main
Banunga.. Unke Sar ko, Dhad se Alag Main Karunga, Tab Jaake Shhrandhanjali Hogi, Meri Maa Aur Mere Baap Ki.. Shanti Milegi Unki Aatma Ko,
Unke Prati Nyaaye Aur Unke Apmaan ka Pratishodh Hoga Tab Main Jasjin Putra Siyaamak .......
0 Comments